dil mera le le jo meri mahfil me aaye hai
dil mera le le jo meri mahfil me aaye hai
ye jaan le ki morcha-e-kaatil me aaye hai
mai hu bijali ho mai hu bijali jara soch lena
mai hu bijali jara soch lena
mere najdeek aane se pahle jal ke khud hi
jal ke khud hi dhuaa ho naa jaana
jal ke khud hi dhuaa ho naa jaana
aag dil ki bujhaane se pahle, mai hu bijali
phir na tum jaam ko chhu sakoge
tauba tauba ye har dam kahoge
phir na tum jaam ko chhu sakoge
tauba tauba ye har dam kahoge
jitani pini hai pilo deewaano
o jitani pini hai pilo deewaano
mujhse najare milaane se pahle
mai hu bijali ho mai hu bijali jara soch lena
mere najdeek aane se pahle, mai hu bijali
baham hu par mai lagti yakin
sabki hu aur kisi ki nahi hu
baham hu par mai lagti yakin
sabki hu aur kisi ki nahi hu
isliye jaaneman soch lena
isliye jaaneman soch lena
mujhko apna banaane se pahle
mai hu bijali ho mai hu bijali jara soch lena
mere najdeek aane se pahle, mai hu bijali
meri laakho ki ek ada hai
aur karodo ka hai joban mera
meri laakho ki ek ada hai
aur karodo ka hai joban mera
ae kharid daaro bik naa jaana
ae kharid daaro bik naa jaana
meri kimat chukaane se pahle
mai hu bijali ho mai hu bijali jara soch lena
mere najdeek aane se pahle jal ke khud hi
jal ke khud hi dhuaa ho naa jaana
jal ke khud hi dhuaa ho naa jaana
aag dil ki bujhaane se pahle
mai hu bijali jara soch lena