Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
Bharat Bhushan, NimmiHappy Songs

Video of this song from youtube
Average Rating : 4.67
Total Vote(s) : 30
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Comments on song "Teri Mehfil Tera Jalwa"
asim306 on June 12, 2009
MOHD RAFI ki Awaz ne muje Janat ki duniya dekha di-

thanx 4 share killer song
tmjatala on August 29, 2009
Naushad 100% professional mosiqar thay. Unhain sirf is cheez se gharaz i
thi k gana chalna chahiye. Gana hit ho . chahe "Zaman o Makan" ( time &
space ) k taqazon ko pura karta ho ya na ho.Dil Lagi , Waaris Shah ki Heer
per adharik thi us k tamam ganay hit hoye laikan aik ganas bhi aisa na tha
jis mein Punjabiat nazar aati ho . "Tu mera chand"mein peechay piano baj
raha hota hai .Sohni Mahinwal ka music bhi hit tha lekan yeh ganay kisi bhi
film mein rakhay ja sakte hain
Farooq khan on April 16, 2011
@tmjatala Very,very mature comments .
tmjatala on April 16, 2011
@bamokhail Shukriya !
nish147 on July 15, 2011
very heart touching song by rafi sab, he is mukri not om prakash
reverseswing on October 12, 2013
Aap ki baat se ittefaq karta hoon. Naushad ki mausiqui ka base hamesha
CLASSICAL MUSIC raha hai aur unke Ganaon mein isi ka rang hota hai. Punjabi
Music style par bhi Naushad ne Gaanaa banaya tha, film JADU ke liye " EK
JHOOT HAI JISKA DUNYA NE" (Rafi) . Punjabi Music Style par OP Nayyar Sahib
bahut achhe Ganey banaye chaahe pas e manzar Punjabi ho ya Ghair Punjabi. "
Pooch Mera Kya Naam Re..." , film CID ka ye Gana Punjabi Folk par hai jabke
film ki kahani Bombay ke ird gird ghoomti hai.
Popular Links on HindiGeetMala
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type