aa aa mil, dhadke mera dil
dil me sama ja haule haule
aa aa mil, dhadke mera dil
dil me sama ja, sama ja haule haule
o janewale, janewale
aa aa mil, dhadke mera dil
dil me sama ja, sama ja haule haule
o janewale, janewale
masti me dube huye ye najare
aankho me shokhi bhare ye ishare
ye ishare, ye ishare
rangi ye adaye tujhko bulaye
rangi ye adaye tujhko bulaye
banke bahar aaja, kali jaye khil
aa aa mil, dhadke mera dil
dil me sama ja haule haule
aa aa mil, dhadke mera dil
dil me sama ja, sama ja haule haule
o janewale, janewale
aane lagi hai angdai
acchi lagi na tanhai, tanhai, tanhai
khali meri baahe, suni hai nigahe
khali meri baahe, suni hai nigahe
aisa khelo khel, mera dil jaye hil
aa aa mil, dhadke mera dil
dil me sama ja haule haule
aa aa mil, dhadke mera dil
dil me sama ja, sama ja haule haule
o janewale, janewale
milne ka aaya hai mahina
mushkil hai dur reh ke jeena
reh ke jeena, reh ke jeena
thoda thoda jeele, jaam e ulfat peele
thoda thoda jeele, jaam e ulfat peele
nadi ke kinare khada pyasa tera dil
aa aa mil, dhadke mera dil
dil me sama ja haule haule
aa aa mil, dhadke mera dil
dil me sama ja, sama ja haule haule
o janewale, janewale
Yes, it is a lovely song. There are many nice songs of Geeta ji from the
low budget films which we are re-discovering and enjoying. Thanks for
joining in!