Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Aa Bhi Ja Re Aaja
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Aa Bhi Ja Re Aaja - अब आ भी जा आजा
ab aa bhi jaaa, kitna karu intezaar
aa bhi jaaa

aa bhi ja re aaja, ab aa bhi ja re aaja
aa bhi ja re aaja, ab aa bhi ja re aaja
ek baar aapne chehre ka deedar kara ja
aa bhi ja re aaja, ab aa bhi ja re aaja
ab aa bhi ja re aaja, ab aa bhi ja re aaja

aaja re aaja re aaja re, aaja re aaja re aaja re
aaja re aaja re aaja re, aaja re aaja re aaja re
aaja re aaja re aa

aa bhi ja re aaja, ab aa bhi ja re aaja
aa bhi ja re aaja, ab aa bhi ja re aaja

zameen dekhu falak dekhu, yaha dekhu waha dekhu
zameen falak falak zameen, zameen falak
zameen dekhu falak dekhu, yaha dekhu waha dekhu
jaha dekhu tujhe dekhu

palke bichaye rahon mai kabse khada hu main
palke bichaye rahon mai kabse khada hu main
aa thamle tu mujhko tujhse juda hu main
aa thamle tu mujhko tujhse juda hu main

aisa na ho ke jaan chali jaye tere bin
aisa na ho ke jaan chali jaye tere bin
ek baar apne chehre ka deedar kara ja

aa bhi ja re aaja, ab aa bhi ja re aaja
ab aa bhi ja re aaja, ab aa bhi ja re aaja

ho gayi ho gayi main deewaani
ho gayi ho gayi main deewaani
deewaani deewaani main deewaani
ho gayi ho gayi main deewaani
ho gayi ho gayi main deewaani
deewaani deewaani deewaani deewaani

dil puchta hai rabb se tu kidhar gayi
dil puchta hai rabb se tu kidhar gayi
aai na ab talak ye sabh guzar gayi
aai na ab talak ye sabh guzar gayi

behene lage hai aashq aankhon ko chod ke
behene lage hai aashq aankhon ko chod ke
ek baar apne chehre ka deedar kara ja

aa bhi ja re aaja, ab aa bhi ja re aaja
ab aa bhi ja re aaja, ab aa bhi ja re aaja

aaja re aaja re aaja re, aaja re aaja re aaja re
aaja re aaja re aaja re, aaja re aaja re aaja re
aaja re aaja re aa

aa bhi ja re aaja, ab aa bhi ja re aaja
ab aa bhi ja re aaja, ab aa bhi ja re aaja
aa bhi jaa
lyrics of song Aa Bhi Ja Re Aaja
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Gst - Galti Sirf Tumhari (2017)
Anita Raghav, Manisha Thakur, Mayank Rajput, Navi Bhangu, Poonam Pandey, Ravi Yadav, Riya Agarwal, Shyam Lal, Sunil ThapaFarid Sabri, Sabri Brothers, Sahil Rayyan, Rehaa, Arun Singh II, Prakash Bhardwaj, Ali Faishal, Zubeen Garg, Ankit Rajput, Debanjali, Pratiksha Vashishth, ShrutiGunjan Kumaar, Salim Ashfee, KartikSahil Rayyan, Rayyan AmeenSuryakant TyagiSarika S. Sanjot
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type