aa chandni bhi meri tarah jaag rahi hai
aa chandni bhi meri tarah jaag rahi hai
palko pe sitaro ko liye raat khadi hai
aa chandni bhi meri tarah jaag rahi hai
ye baat ki surat ke bhale, dil ke bure ho
ye baat ki surat ke bhale, dil ke bure ho
dil ke bure ho
allah kare jhuth ho, bahuto se suni hai
aa chandni bhi meri tarah jaag rahi hai
wo maathe ka matla ho, ke hontho ke do misre
wo maathe ka matla ho, ke hontho ke do misre
wo maathe ka matla ho, ke hontho ke do misre
ke hontho ke do misre
bachpan se gazal hi meri mehbub rahi hai
aa chandni bhi meri tarah jaag rahi hai
gazalo ne wahi julfo ke faila diye saaye
gazalo ne wahi julfo ke faila diye saaye
gazalo ne wahi julfo ke faila diye saaye
faila diye saaye
jin raaho pe dekha hai dhup kadi hai
aa chandni bhi meri tarah jaag rahi hai
hum delhi bhi ho aaye hai, lahore bhi ghume
hum delhi bhi ho aaye hai, lahore bhi ghume
hum delhi bhi ho aaye hai, lahore bhi ghume
lahore bhi ghume
ae yaar magar teri gali, teri gali hai
aa chandni bhi meri tarah jaag rahi hai
palko pe sitaro ko liye raat khadi hai
aa chandni bhi meri tarah jaag rahi hai
aa chandni bhi meri tarah jaag rahi hai
aa chandni bhi meri tarah
Loved it!! Girish Sardessai