aaja mere balma kaisi suhaani raat hai
aaja mere balma kaisi suhaani raat hai
umadi umadi badliyon ko dawate barsaat hai
aaja mere balma kaisi suhaani raat hai
duniya walo ne bana dala hai
afsana jise haaye afsana jise
duniya walo ne bana dala hai
afsana jise haaye afsana jise
chaaro aanko ki do dilo ki mukat kar di baat
kaisi suhaani raat hai aaja mere balma
kaisi suhaani raat hai
ho ek angdaai ne sabko baksh di rangiliyan
ek angdaai ne sabko baksh di rangiliyan
baksh di rangiliyan
chaand aujhal ho chuka hai ab tumhari raat hai
kaisi suhaani raat hai aaja mere balma
kaisi suhaani raat hai
khwaab me bhi yaad teri loriya deti hai yun
loriya deti hai yun
khwaab me bhi yaad teri loriya deti hai yun
loriya deti hai yun
main samjhati hun mere haatho mein tera haath hain
kaisi suhaani raat hai
aaja mere balma kaisi suhaani raat hai
udti udti badliyon ki dawate barsaat hai
kaisi suhaani raat hai
aaja mere balma kaisi suhaani raat hai