ye suraj ye chanda ye tare
bolo chalte hai kis ke sahare
bolo bolo humare
nahi uske jiske hum sab ko banaya hai
ye suraj ye chanda ye tare
bolo chalte hai kis ke sahare
sadiyo se ghume hai kisko ye dhundhe hai
ye suraj ye chanda ye tare
bolo chalte hai kis ke sahare
nadiya ki dhara ye badale kinara ye
tham nahi paye kyun bahti hi jaye kyun
kaha se aati hai kaha ko jati hai
kisne pukara hai kiska ishara hai
ghume jamin aur aasman
man se mile jane kaha
ye suraj ye chanda ye tare
bolo chalte hai kis ke sahare
sadiyo se ghume hai kisko ye dhundhe hai
ye suraj ye chanda ye tare
bolo chalte hai kis ke sahare
jiwan khilona hai kitna shalona hai
sukh dukh se aansu ka har pirona hai
isi khilone se khel rachana hai
kya leke aaye the kya leke jana hai
badal kahe jis ko yaha
jalte dilo ka hai ye dhua
ye suraj ye chanda ye tare
bolo chalte hai kis ke sahare
sadiyo se ghume hai kisko ye dhundhe hai
ye suraj ye chanda ye tare
bolo chalte hai kis ke sahare
ye suraj ye chanda ye tare
bolo chalte hai kis ke sahare