Lyrics of Aab Kaha Jaye Ki Apna Mehrbaan Koi Nahi - अब कहाँ जाएँ कि अपना मेहरबाँ कोई नहीं
Aab Kaha Jaye Ki Apna Mehrbaan Koi Nahi
Aab Kaha Jaye Ki Apna Mehrbaan Koi Nahi
teri duniya mein humara pasva koi nahi
teri duniya mein humara
lut raha hai ashiya lut raha hai ashiya meri nazar ke samne
lut raha hai ashiya meri nazar ke samne
or mein khamosh hu jaise jawa koi nahi
or mein khamosh hu jaise jawa koi nahi
ab kaha jaye
hasrato ke samne cha gayi barbadiya
hasrato ke samne cha gayi barbadiya barbadiya
phool hai kaliya hai lekin ashiya koi nahi
phool hai kaliya hai lekin ashiya koi nahi
teri duniya mein humara pasva koi nahi
ab kaha jaye