Lyrics of Aabadiyo Me Dusht Kaa Manjar Bhi Aayega - आबादियों में दश्त का मंजर भी आयेगा
aabadiyon mein dasht ka manjar bhi aayega

gujroge shahar se to gujroge
gujroge shahar se to mera ghar bhi aayega
aabadiiyon mein dasht ka manjar bhi aayega
achchi nahi najakte ahsaas is kadar
achchi nahi najakte ahsaas is kadar
sheesha agar banoge to pathar bhi aayega
sheesha agar banoge to pathar bhi aayega
gujroge shahar se to mera ghar bhi aayega
daro haram mein khaak udate chale chalo
daro haram mein khaak udate chale chalo
tu jiski justju mein ho wo dar bhi aayega
tu jiski justju mein ho wo dar bhi aayega
aabadiiyon mein dasht ka manjar bhi aayega
baitha hun kabse kuchaiyeka katil mein sarnigu

katil ke hath mein bhi kabhi khanjar bhi aayega
katil ke hath mein bhi kabhi khanjar bhi aayega
gujroge shahar se to mera ghar bhi aayega
jis din kumuddato se naushaad intzaar
jis din kumuddato se naushaad intzaar
kya jane din hume wo moysar