aadmi aadmi se milta hai
aadmi aadmi se milta hai
dil magar kam kisi se milta hai
aadmi aadmi se milta hai
dil magar kam kisi se milta hai
aadmi aadmi se milta hai
bhul jata hu mai sitam uske
bhul jata hu mai sitam uske
wo kuch is saadgi se milta hai
aadmi aadmi se milta hai
milke bhi jo kabhi nahi milta
milke bhi jo kabhi nahi milta
tut kar dil usi se milta hai
aadmi aadmi se milta hai
aaj kya baat hai, ke phulo ka
aaj kya baat hai, ke phulo ka
rang teri hasi se milta hai
aadmi aadmi se milta hai
silsila fitnaye kayamat ka
silsila fitnaye kayamat ka
teri khuskismati se milta hai
aadmi aadmi se milta hai
Yaar, iska arth toh batao, i have this gazal for a long time, these are the only two lines i cant understand, the lines you just mentioned. I mean, i can somewhat figure out but dont know meaning of fitna-e-qiamat(qiamat is the end) and Khosh qamti means? Its a great gazal, i wish bhagwan gave my life to Nusrat. He lives in us.
Thanks in advance.