adhi raat ko palko ki chaw me
adhi raat ko palko ki chaw me
chubh gaya pyar ka
he chubh gaya pyar ka kaata mere paw me
chubh gaya pyar ka kaata mere paw me
adhi raat ko julfo ki chaw me
adhi raat ko julfo ki chaw me
ho pad gayi
ho pad gayi pyar ki bedi mere paw me
pad gayi pyar ki bedi mere paw me
adhi raat me rut pagal ho gayi
rut pagal ho gayi, rut pagal ho gayi
ho aashik jag uthe, ho aashik jag uthe
sari dunia so gayi
ho aashik jag uthe
sari dunia so gayi
ho adhi raat me jadu chalne lage
jadu chalne lage jadu chalne lage
batti bujh gayi haye ho batti bujh gayi
ye dil jalne lage
batti bujh gayi ye dil jalne lage
batti bujh gayi ye dil jalne lage
batti bujh gayi ye dil jalne lage
batti bujh gayi ye dil jalne lage
adhi raat ka ye mausam khub hai
ye mausam khub hai, ye mausam khub hai
mere samne ho mere samne mera mahbub hai
mere samne mera mahbub hai
adhi raat hai baki
ho adhi raat ha baki
haye kuchh kijiye, haye kuchh kijiye
kuch kijiye adhi raat hai baki
kuchh kijiye jaldi se
o jaldi se subah na hone dijiye
jaldi se subah na hone dijiye
adhi raat bhi baato me kho gayi
baato me kho gayi, baato me kho gayi
jane do mujhe re jane do mujhe
ab subah ho gayi
jane do mujhe ab subah ho gayi
adhi raat ko ho adhi raat ko
ho adhi raat ko kal phir tu ayegi
kal phir tu ayegi
kal phir tu ayegi, wada aaj ye
ho wada aaj ye tu karke jayegi
ho wada aaj ye tu karke jayegi
wada aaj ye mai karke jaungi
wada aaj ye mai karke jaungi
ho wada aaj ye tu karke jayegi
ho wada aaj ye tu karke jayegi
wada aaj ye mai karke jaungi
wada aaj ye mai karke jaungi
ho wada aaj ye tu karke jayegi
wada aaj ye mai karke jaungi
ho wada aaj ye tu karke jayegi
wada aaj ye mai karke jaungi
@ surveymanish: i LOVE this composition as well - and it's none other than pandit shiv kumar sharma and pandit hariprasad (aka SHIV-HARI). they have always been a yash chopra favourite!