aadhi roti sara kabab bol mere murge ku kadu ku
aadhi roti sara kabab bol mere murge ku kadu ku
haye jaisi boli vaisa jabab bol ri kabutari, gutar gu gu
haye jaisi boli waisa jabab bol ri kabutari, gutar gu gu
haye jaisi boli vaisa jabab bol ri kabutar, gutar gu gu
aadi roti sara kabab bol mere murge ku kadu ku
are ye nikhli dauda marat ho asli dauda humse suno
kali bains thi, kali bains thi ande pe baiti thi tang
ab tum btao kya iska matlab asal kal raat
chand ke upar thi kali ghata
ande ki bhais ki tumne bana di gazal are wah
or kya, are wah, or kya
acha to sayar bhi hai janab bol mere murge ku kadu ku
haye jaisi boli vaisa jabab bol ri kabutari, gutar gu gu
ghoda bhi pair ka, lambi bechare ki dum
chalta hai dum se dekhe akal ho ghum jawab do, are e lo
ghoda ptang hai, dum uski lambi si dor
udhta patang hai dori se samjhe ji tum
are wah, aur kya, are wah, aur kya
achchi boli laaye janab bol mere murge ku kadu ku
haye jaisi boli vaisa jabab bol ri kabutari, gutar gu gu
ab humare sawal ka jabab do ham hai
badam ke andhar dekha aadmi
kya iska matlab ab tum btao ji bolo bolo are bolo
sakhi sun ri sakhi sun
dil hai badam ke andhar dekha aadmi
aisa kahi bhi tune suna hai ri
are hum batate hai badam aanko to bhi kahte hai log
inme jo jhanke dikhe wahi aadmi are wah
are kya, are wah, aur kya
har gayi mai to tumse janam bol mere murge ku kadu ku
haye jaisi boli vaisa jabab bol ri kabutari, gutar gu gu
aadhi roti sara kabab bol mere murge ku kadu ku
aadi roti sara kawab bol mere murge ku kadu ku
bol mere murge ku kadu ku