Lyrics of Aadmi Majboor Hai Taqdir Par Iljham Hai - आदमी मजबूर है तकदीर पर इलज़ाम है
aadmi majbur hai taqdeer par ilzam hai
baat kehne ki nahi
ye sab tera hi kaam hai
meri aabru tere hath hai
tu dilo ka haal hai janta
meri aabru tere hath hai
tu dilo ka haal hai janta
jaha faisla ho nasib ka
jaha faisla ho nasib ka
tera rasta hai vo rasta
tera rasta hai vo rasta
mai batau kya tera faisla
mujhe jindagi se aziz hai
mai batau kya tera faisla
mujhe jindagi se aziz hai
tere dar se gam agar mile
mujhe har khushi se ajij hai
mujhe har khushi se ajij hai
mujhe apne dil pe yakin hai
kisi aur ka mujhe kya pata
kisi aur ka mujhe kya pata
meri aabru tere hath hai
tu dilo ka haal hai janta
jo wafa ki raah pe chal pade
unhe dar nahi koi baat ka
jo wafa ki raah pe chal pade
unhe dar nahi koi baat ka
kisi roop me to savera ho
game intejar ki raat ka
game intejar ki raat ka
mere aitbar ki laaz rakh
tere naam ka tujhe vasta
tere naam ka tujhe vasta
meri abru tere hath hai
tu dilo ka haal hai janta
ye takaja hai mere pyar ka
mai kisi ka pyar sanwar du
ye takaja hai mere pyar ka
mai kisi ka pyar sanwar du
meri jindagi ki ye jeet hai
ki mai apni jindagi haar du
ki mai apni jindagi haar du
jo kisi ke kaam na aau to
ye hai meri sabse badi khata
ye hai meri sabse badi khata
meri aabru tere hath hai
tu dilo ka haal hai janta
jaha faisla ho nasib ka
jaha faisla ho nasib ka
tera rasta hai vo rasta
tera rasta hai vo rasta