aahista kijiye baatein dhadkane koi sun raha hoga
aur aahista kijiye baatein dhadkane koi sun raha hoga
labz girne na pae hantho se wakt ke haath inko chun lenge
kaan rakhte hai ye daro deewar raaz ki saari baat sun lenge
aur aahista kijiye baatein
aise bolo ki dil ka afsana dil sune aur nigah dohrae
aise bolo ki dil ka afsana dil sune aur nigah dohrae
apne charo taraf ki ye duniya saans ka shor bhi
na sun pae na sun pae
aur aahista kijiye baatein dhadkane koi sun raha hoga
labz girne na pae hantho se wakt ke haath inko chun lenge
kaan rakhte hai ye daro deewar
raaz ki saari baat sun lenge aur aahista kijiye baatein
aaj itne karib aa jao dooriyon ka kahin nisha na rahe
aaj itne karib aa jao dooriyon ka kahin nisha na rahe
aise ek dooje me gum ho jae fasla koi darmiya
na rah jae na rah jae aur aahista kijiye baatein
dhadkane koi sun raha hoga labz girne na pae hantho se
wakt ke haath inko chun lenge
kaan rakhte hai ye daro deewar
raaz ki saari baat sun lenge aur aahista kijiye baatein