ae khuda tujko khat likhu lekin
mujhko tera pata nahi milta
mujhko tera pata nahi milta
yun to manzil nazar me hain meri
yun to manzil nazar me hain meri
par koi raasta nahi milta
par koi raasta nahi milta
teri tanhai ki saza to nahi
ye koi hum pe baduaa to nahi
teri tanhai ki saza to nahi
ye koi hum pe baduaa to nahi
jag ke tu har
jag ke tu har kisi ke ghar me hain
kyun tera dar khula nahi milta
kyun tera dar khula nahi milta
main tera kal hun tera aaj bhi hun
main tere waqt ka mizaaz bhi hun
main tera kal hun tera aaj bhi hun
main tere waqt ka mizaz bhi hun
gaur se dekh mere
gaur se dekh mere chehare ko
agar tujhe aaina nahi milta
agar tujhe aaina nahi milta
ae khuda tujko khat likhu lekin
mujhko tera pata nahi milta
mujhko tera pata nahi milta
raahi kyun jaar jaar rote hain
kis liye bekaraar hote ho
raahi kyun jaar jaar rote hain
kis liye bekaraar hote ho
apne andar se
apne andar use talaash karo
dhundhane se khuda nahi milta
dhundhane se khuda nahi milta
yun to manzil nazar me hain meri
yun to manzil nazar me hain meri
par koi raasta nahi milta
par koi raasta nahi milta
ae khuda tujjko khat likhu lekin
mujhko tera pata nahi milta
mujhko tera pata nahi milta