laagi meri ankhiyo se jab se
chupke se sajan teri do ankhiya
laagi lagan teri laagi
sakal rain jaagi sajan meri do ankhiya
aaina hasin hua hai ishqe ehsaas me
tere hone ki aas mein khwahisho ko pankh lage hai
milne ki chaah mein sau deeye jale hai raah mein
dil mein hai betabiya hontho pe khamoshiya
kaisi ye uljhan si hai karna hai mushkil bayan
raasta idhar bhi hain aur raasta udhar bhi hai
dono taraf hai laazmi kabhi dil idhar bulaye
aur kabhi udhar bulaye hai kashmkash mein zindagi
dil mein hai betabiya hontho pe khamoshiya
kaisi ye uljhan si hai karna hai mushkil bayan
laagi meri ankhiyo se jab se
chupke se sajan teri do ankhiya
laagi lagan teri laagi
sakal rain jaagi sajan meri do ankhiya
jaane bekhudi ye meri mujhko hai kahan le chali
jaane kaun si hai ye gali apna sa lage hai kabhi
aur lage begana kabhi maanu baat sach hai kaun si
aaina hasin hua hai ishqe ehsaas me
tere hone ki aas mein
raat bite na ye kabhi khwab tute na ye kabhi
jaagu nind se na main kabhi agar chhupa hai dil me koi
samjhu jisko dil ki lagi wo nikal na jaye dillagi
aaina hasin hua hai ishqe ehsaas me
tere hone ki aas mein khwahisho ko pankh lage hai
milne ki chaah mein sau deeye jale hai raah mein
dil mein hai betabiya hontho pe khamoshiya
kaisi ye uljhan si hai karna hai mushkil bayan
kabhi dil idhar bulaye
aur kabhi udhar bulaye
hai kashmkash mein zindagi
laagi meri ankhiyo se jab se
chupke se sajan teri do ankhiya
laagi lagan teri laagi
sakal rain jaagi sajan meri do ankhiya
laagi meri ankhiyo se jab se
chupke se sajan teri do ankhiya
laagi lagan teri laagi
sakal rain jaagi sajan meri do ankhiya

Very very melodious!!