Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.50 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Aaj Bhanwar Me Naiya Kanhaiya - आज भंवर में नैया कन्हैया
aaj bhawar me naiya kanhaiya
tum ho kaha tum ho kaha
aaj bhawar me naiya kanhaiya
tum ho kaha tum ho kaha
tum bin kaun khevaiya kanhaiya
tum ho kaha tum ho kaha
tum bin kaun khevaiya kanhaiya
tum ho kaha tum ho kaha

tum bin vipda kaun harega
kaun beda paar karega
tum bin vipda kaun harega
kaun beda paar karega
chali pawan purvaiya
kanhaiya tum ho kaha tum ho kaha
aaj bhawar me naiya kanhaiya
tum ho kaha tum ho kaha

aaj laaz sankat me meri
aaj laaz sankat me meri
aao mohan karo na deri
aao mohan karo na deri
tum bin kaun basaiya kanhaiya
tum ho kaha tum ho kaha
aaj bhawar me naiya kanhaiya
tum ho kaha tum ho kaha

aash ki dori tod na dena
naav bhawar me chhod na dena
aash ki dori tod na dena
naav bhawar me chhod na dena
aao mohan
lyrics of song Aaj Bhanwar Me Naiya Kanhaiya
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Bhimsen (1950)
Asha Bhosle, Geeta DuttB.P. Bhargav, Bharat Vyas, Saraswati Kumar DeepakAvinash Vyas
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type