aaj bhi hai mere kadmo ke nisha aawara
aaj bhi hai mere kadmo ke nisha aawara
teri galiyo me bhatakte the jaha aawara
aaj bhi hai mere kadmo ke nisha aawara
teri galiyo me bhatakte the jaha aawara
aaj bhi hai mere kadmo ke nisha aawara
aawara, aawara, aawara
aawara, aawara
tujhse kya bichhde to ye ho gayi apni haalat
apni haalat
tujhse kya bichhde to ye ho gayi apni haalat
jaise ho jaye hawao me dhua aawara
jaise ho jaye hawao me dhua aawara
teri galiyo me
teri galiyo me bhatakte the jaha aawara
aaj bhi hai mere kadmo ke nisha aawara
mere shero ki thi pahchan usi ke dum se
usi ke dum se
mere shero ki thi pahchan usi ke dum se
usko khokar huye benaam nisha aawara
usko khokar huye benaam nisha aawara
teri galiyo me bhatakte the jaha aawara
aaj bhi hai mere kadmo ke nisha aawara
jisko bhi chaha use tut ke chaha raashid
use tut ke chaha raashid
jisko bhi chaha use tut ke chaha raashid
kab milenge tumhe hum jaise yaha aawara
kab milenge tumhe hum jaise yaha aawara
teri galiyo
teri galiyo me bhatakte the jaha aawara
aaj bhi hai mere kadmo ke nisha aawara
aaj bhi hai mere kadmo ke nisha aawara
aawara, aawara, aawara, aawara
aawara, aawara, aawara