hum kharidar bachat shaok jo ghar karte hai
uncha sir kom ka ho nazre sir karte hai
sukh jaye na kahi vaada yeh aazadi ka
khun se apne ise isliye sir karte hai
aaj deewane chale aag se takrane ko
mout ka dar nahi azadi ke parwane ko
aaj deewane chale aaj deewane chale
aaj deewane chale aag se takrane ko
mout ka dar nahi azadi ke parwane ko
dil fida karte hai kurbaan jigar karte hai
pass jo kuch hai vo mata ki nazar karte hai
khana viran ka hoke ghar karte hai
khush raho ahle vatan hum to safar karte hai
khush raho ahle vatan hum to safar karte hai
jake aabad karenge kissi virane ko
aaj deewane chale aaj deewane chale
aaj deewane chale aag se takrane ko
mout ka dar nahi azadi ke parwane ko
nauzawano jo tabiyat me tumhare khatke
yaad kar lena kabhi humko bhule bhatke
tumhare ujale badan hove juda kat kat ke
or sir kya ho mata ka kaleja fat ke
or sir kya ho mata ka kaleja fat ke
or na mathe par shikan aaye kasam khale to
aaj deewane chale aaj deewane chale
aaj deewane chale aag se takrane ko
mout ka dar nahi azadi ke parwane ko
andhiyara muh utha sakte the ghar par rehkar
humko pala tha maa baap ne dukh sah sah kar
waqt rukshat unhe hum itna na aaye kah kar
god mein aasu kabhi tapke jo rukh se bah kar
god mein aasu kabhi tapke jo rukh se bah kar
bache inko hi samajh lena jee bhalane ko
aaj deewane chale aaj deewane chale
aaj deewane chale aag se takrane ko
mout ka dar nahi azadi ke parwane ko
aaj deewane chale aaj deewane chale
aaj deewane chale aaj deewane chale
aaj deewane chale aaj deewane chale
Hi Rajeev. Very nice song. Like it very much. We wish you a very happy new
year 2010. With love from John & Sandra.