aaj ek ajnabi se nigahe mili
aaj ek ajnabi se nigahe mili
sirf ek lamha-e-muktsar ke liye
aaj ek ajnabi se nigahe mili
sirf ek lamha-e-muktsar ke liye
zindagi is tarah mudmayan ho gayi
zindagi is tarah mudmayan ho gayi
jaise kuchh paa liya umar bhar ke liye
aaj ek ajnabi se nigahe mili
raahe ga ke diye aap sajde mere
mera kya main to uth kar chala jaunga
raahe ga ke diye aap sajde mere
mera kya main to uth kar chala jaunga
chala jaaunga
kal kahin aap hi ko na kahna pade
kal kahin aap hi ko na kahna pade
ek sar chahiye sang dar ke liye
kal kahi aapko hi na kahana pade
ek sar chahiye sang dar ke liye
aaj ek ajnabi se nigahe mili
maine bakshi hain tarikiyo ko diye
aur khud ek tajalli ka mohtaaz hun
maine bakshi hain tarikiyo ko diye
aur khud ek tajalli ka mohtaaz hun
mohtaaz hun
roshani dene waale kabhi kam se kam
roshani dene waale kabhi kam se kam
ek diya chahiye apne ghar ke liye
roshani dene waale kabhi kam se kam
ek diya chahiye apne ghar ke liye
aaj ek ajnabi se nigahe mili
ae shakil unki mehfil me bhi kya mila
aur kuchh badh gayi dil ki mahrumiya
ae shakil unki mehfil me bhi kya mila
aur kuchh badh gayi dil ki mahrumiya
mahrumiya
sabki jaan bo rahi, wo nigahe karam
sabki jaan bo rahi, wo nigahe karam
ham taraste rahe ek nazare ke liye
sabki jaan bo rahi, wo nigahe karam
ham taraste rahe ek nazare ke liye
zindagi is tarah mudmayan ho gayi
zindagi is tarah mudmayan ho gayi
jaise kuchh paa liya umar bhar ke liye
aaj ek ajnabi se nigahe mili
sirf ek lamha-e-muktsar ke liye
aaj ek ajnabi se nigahe mili