Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.50 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Aaj Ek Jugnu Chamka Mere Jeevan Ke Andhiyare Me - आज एक जुगनू चमका मेरे जीवन के अंधियारे में
aaj ek juganu aaj ek juganu aaj ek juganu chamka
mere jivan ke andhiyare me ho jivan ke andhiyare me
aaj ek juganu aaj ek juganu aaj ek juganu chamka
mere jivan ke andhiyare me ho jivan ke andhiyare me
aaj ek juganu chamka juganu aur ek pal me
chamka juganu aur ek pal me bandh liya man ke aanchal me

dekh us hasu aur sharmau dekh us hasu aur sharmau
kya janu kya janu is bare me kya janu is bare me
aaj ek juganu aaj ek juganu chamka mere jivan ke andhiyare me
ho jivan ke andhiyare me aaj ek juganu
kaun jane kis desh se aaye ye sai mere man ko bhaya
kaun jane kis desh se aaye ye sai mere man ko bhaya
haar gayi mai tan man apna haar gayi mai ran man apna

uske ek ishare me uske ek ishare me aaj ek juganu
aaj ek juganu chamka mere jivan ke andhiyare me
ho jivan ke andhiyare me aaj ek juganu
darti hu man todd na de vo hath pakad ke chhod na de
kah dungi mai dukh sahne ki shakti
kah dungi mai dukh sahne ki shakti
nahi hai man bechare me aaj ek juganu aaj ek juganu chamka
mere jivan ke andhiyare me ho jivan ke andhiyare me
aaj ek juganu
lyrics of song Aaj Ek Jugnu Chamka Mere Jeevan Ke Andhiyare Me
Comments on song "Aaj Ek Jugnu Chamka Mere Jeevan Ke Andhiyare Me"
sk on Sunday, January 13, 2013
Very rare song picturised on Sharda who was the sister of Vinod Mehra. This
film was a golden jubilee hit and was remade as "Ghar Basake Dekho" in 1963
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Grahasthi (1948)
Sulochana Chatterjee, Faizi, Kuldip Kaur, Masood, Pran, Lalita PawarShamshad Begum, Hamida Banu, MukeshShakeel Badayuni, Waheed QureshiGhulam MohammadGrahasthi at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type