aaj git ke bol bol me umada hai tufan git ke
aaj git ke bol bol me umada hai tufan
badalta dega abhi jahan badalta dega abhi jahan git ke
aaj git ke bol bol me umada hai tufan
sab ki aankhe dekh rahi hai manav ki barbadi
aaj luta insan lut gayi haye uski aajadi
insano ki jinda lasho par basti aabadi
insano ki jinda lasho par basti aabadi
funk raha hai funk raha hai kabhi lasho me
aaye hai pran hi pran git ke
aaj git ke bol bol me umada hai tufan
raho pe kabhi kahta hai kabhi aandhi ban kar aao
khamoshi se kahta hai kabhi git kranti ke gao gao
bandh rakha jin janjiro ne unko tod girao
bandh rakha jin janjiro ne unko tod girao
kadke bijali pal bhar kadke
kadke bijali pal bhar kadke
ab se bas insan ab se bas insan git ke
aaj git ke bol bol me umda hai tufan
badlta dega abhi jahan badalta dega abhi jahan
aaj git ke bol bol me umada hai tufan
phulo ke prano me ab to dahak uthe angare
jhulas gaye jinki jwala se aasman ke tare
is jwala se janm janm ki jalati pyas bhujha re
is jwala se janm janm ki jalati pyas bhujha re
apni kishmat aap bana tu
apni kishmat aap bana tu khud bankar bhagwan
khud bankar bhagwan
aaj git ke bol bol me umada hai tufan
badalta dega abhi jahan badalta dega abhi jahan git ke
aaj git ke bol bol me umada hai tufan