Video of this song from youtube
Lyrics of Aaj Hai Do October Ka Din, Aaj Ka Din Hai Bada Mahan, Aaj Ke Din Do Phool Kihle - आज है दो अक्टूबर का दिन आज का दिन है बड़ा महान
aaj hai do october ka din aaj ka din hai bada mahan
aaj ke din phul khile hai jinse mahka hindustan

nam ek ka bapu gadhi or ek lal bahadur hai
ek ka nara aman desh ek ka jai jawan jai kisan
jai jawan jai kisan bapu jisne manwata ka
dunia ko sandesh diya bagdor bharat ki sambhali
nehru ko adesh diya lal bahadur jisne hamko
gaurw se jina sikhlaya sach pucho to geeta ka
adhyaya usine dohraya jai jawan jai kisan jai jawan jai kisan

vishwa shanti ke hit me dekho surviro ne kiye hai tyag
ek ka nara aman desh me jai jawan jai kisan
jai jawan jai kisan mere munne do october ke
subh din hi tu janma meri yahi dua hai ki
un jaisa hi tu bane or un jaisa na ban apye
to fir itna karna kam se kam unke batalaye
raste pe hi tu chalna jai jawan jai kisan jai jawan jai kisan

tumpe dunia naj karegi tu hai un veero ki shan
ek ka nara aman desh me jai jawan jai kisan
jai jawan jai kisan aaj hai do october ka din
aaj ka din hai bada mahan aaj ke din phul khile hai
jinse mahka hindustan jai jawan jai kisan jai jawan jai kisan
lyrics of song Aaj Hai Do October Ka Din, Aaj Ka Din Hai Bada Mahan, Aaj Ke Din Do Phool Kihle
Comments on song "Aaj Hai Do October Ka Din, Aaj Ka Din Hai Bada Mahan, Aaj Ke Din Do Phool Kihle"
AJ MISTRY on Thursday, November 05, 2009
I remebered this movie watching on the street in my city in Gujarat by
Family planning dept because of it's story sujbject was related too.Was
nice family drama movie though.must see..and yes how can i forget this
lovely patriotic song?Thank you for uploading.
rumahale on Thursday, October 01, 2009
Thanks to mazharmahmudkhan for sharing this video that is memorable on the
lives of two great personalities.
Champa Gopalakrishna on Tuesday, October 02, 2012
i have always liked this song [and all other filmi patriotic songs too].
what a lovely tune and lata ma'm's voice!!!!! so -o-o-o pure can't seem to
get enough of the song or her voice. thanks for posting this. saw it on b4u
this morning too.
Neeraj Gupta on Monday, September 22, 2008
Hello, This is Neeraj Gupta & I was wondering if you have the song 'London
Paris Ghoom Ke Dekhe' from the Parivar movie. Thanks
Ajay Pandey on Thursday, May 15, 2008
You are great. Thank you very much !!! I am very very happy.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Parivar (1968)
Jeetendra, Sev Anand, Lata Arora, Krishan DhawanAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Usha Timothy, Mukesh, Anandji Virji Shah, Gulshan, Beat 4, SaynarGulshan BawraKalyanji AnandjiParivar at IMDB      Parivar at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type