Lyrics of Aaj Hum Bichde Hai To Kitne Rangile Ho Gaye - आज हम बिछड़े है तो, कितने रंगीले हो गए
aaj ham bichhade hai to, kitne rangile ho gaye

meri aankhe surkh thi, hath pile ho gaye

kab ki patthar ho chuki thi
muntazir aankhe magar
kab ki patthar ho chuki thi
muntazir aankhe magar
chhuke jab dekha to, mere hath gile ho gaye
chhuke jab dekha to, mere hath gile ho gaye
aaj ham bichhade hai to, kitne rangile ho gaye
jane kya ehsas, saaz-e-husn ke taaro mein hain

jinko chhute hi, mere nagme rasile ho gaye
jinko chhute hi, mere nagme rasile ho gaye
aaj ham bichhade hai to, kitne rangile ho gaye
ab koi ummid hai shahid, na koi aarzu
ab koi ummid hai shahid, na koi aarzu
aasre toote to, jine ke wasile ho gaye
aasre toote to, jine ke wasile ho gaye
aaj ham bichhade hai to, kitne rangile ho gaye
meri aankhe surkh thi, hath pile ho gaye
aaj ham bichhade hai to, kitne rangile ho gaye
"Kab ki patthar ho chuki thi muntazir aankhein magar, chhu ke jab dekha to
mere haath geele ho gaye ... " . what an amazing line ...