maan bhi ja, tu mera dil na jala pardesi
maan bhi ja, tu mera dil na jala pardesi
aaj ki raat na ja, pardesi
aaj ki raat na ja, pardesi
aaj ki raat na ja, pardesi
aaj ki raat na ja, pardesi
itni jaldi tujhe jaane ki jarurat kya hai
tujhko shayad nahi maalum, mohabbat kya hai
itni jaldi tujhe jaane ki jarurat kya hai
tujhko shayad nahi maalum, mohabbat kya hai
dur mujhse, mera dil todke jaane waale
teri najro mein, mere pyaar ki kimat kya hai
kuch to batla ke tere, dil mein hai kya pardesi
kuch to batla ke tere, dil mein hai kya pardesi
aaj ki raat na ja, pardesi
aaj ki raat na ja, pardesi
aaj ki raat na ja, pardesi
chand lamho ki mulaakat, mulaakat hai kya
tujhko maalum nahi, taaron bhari raat hai kya
chand lamho ki mulaakat, mulaakat hai kya
tujhko maalum nahi, taaron bhari raat hai kya
itni jaldi tu, mohabbat ka sabak bhul gaya
aisi waisi nahi kuch baat to, phir baat hai kya
dekh mujhse na koyi baat chhupa pardesi
aaj ki raat na ja, pardesi
aaj ki raat na ja, pardesi
aaj ki raat na ja, pardesi
tu mera dil hai, meri jaan, mera yaar hai tu
tu meri pahli mohabbat hai, mera pyaar hai tu
tu mera dil hai, meri jaan, mera yaar hai tu
tu meri pahli mohabbat hai, mera pyaar hai tu
tune sau baar mere sar ki kasam khayi hai
main gunahgaar hu ya meri gunahgaar hai tu
jaate jaate mujhe sine se laga pardesi
aaj ki raat na ja, pardesi
aaj ki raat na ja, pardesi
aaj ki raat na ja, pardesi
aaj ki raat na ja, pardesi
aaj ki raat na ja, pardesi
aaj ki raat na ja, pardesi
He might have copied pehle to kabhi kabhi gham from Rahim Shah but Rahim Shah himself copied from renowned Pushto singer Haroon Bacha "Awal ba kala kala gham wo". So no one's original here. Doesn't matter as long as you enjoy the song.