zindagi ho gayi kitni hasi
aarzu ab koi dil me nahi
jo bhi manga wo maine paya
aaj kuch aur hi maza aaya
aaj kuch aur hi maza aaya
zindagi ho gayi kitni hasi
aarzu ab koi dil me nahi
jo bhi manga wo maine paya
aaj kuch aur hi maza aaya
aaj kuch aur hi maza aaya maza aaya
dekhte dekhte mai hui kya se kya
motiyo me tuli meri har ek ada
maine apne har jalwe ka uncha mol chukaya
ab yaha koi bhi mujhsa nahi
mai dharu pav to thanke jami
nagme bikhere mera saya
aaj kuch aur hi maza aaya
aaj kuch aur hi maza aaya maza aaya
jo tassvur mila usko tasvir di
apne har khwab ko maine tabir di
jo bhi mere dil ne socha karke bhi dikhlaya
kyu na mai chum lu apni jabi
aa gaya ab mujhe apna yaki
maine kismat ka sar jhukaya
aaj kuch aur hi maza aaya
aaj kuch aur hi maza aaya
zindagi ho gayi kitni hasi
aarzu ab koi dil me nahi
jo bhi manga wo maine paya
aaj kuch aur hi maza aaya
aaj kuch aur hi maza aaya
aaj kuch aur hi maza aaya
aaj kuch aur hi maza aaya maza aaya
Zeher khanay kay paisay nahi hotay thay us ghareeb kay paas wo instruments
kahan say lata .. ghar kay bartan bajtay hongay sar par to tunes banata
hoga.. aakhri umar mein Vespa scooter liya tha us nay wo bh second-hand.
har chauthay din mistri kay paas baitha theek karata tha ..banda changa tha
isi liay yehi hashar hua uska jo zaheen logon ka aksar hota hay hamari
society mein :-)