Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Aaj Main Bahut Khush Hu
4.00 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Aaj Main Bahut Khush Hu - आज मैं बहूत खुश हूँ
aaj main bahut khush hun, chalo ji kahi chalte hain
aaj main bahut khush hun, chalo ji kahi chalte hain
kaha, tum jaha kaho vaha, shahar se dur nikalte hain
aaj main bahut khush hun, chalo ji kahi chalte hain
are aaj main bahut khush hun, chalo ji kahi chalte hain

ab tumhe roz ghumaya karunga
jo bhi mangogi dilaya karunga
man ko tumahare bahlaya karunga
jyada nahi tumko sataya karunga
aaj main bahut khush hu, chalo ji kuchh khaate hain
kya khayenge, are bhai khatta mitha mitha khatta
khatta mitha tumhe khilaate hain
aaj main bahut khush hu, chalo ji kuchh khaate hain
la la la la la la la
da da da da da da

mujhe nanha munna ban jana aata hain
main nanha munna dudh pita bachcha hun
roke ghar sar pe uthana aata hain
khud roke khud ko manana aata hain
mithi mithi lori sunana aata hain
sunogi lori
dhire se aa jaali ankhiyan me
nindiya aa jaali aaja, dhire se aaja

khabar mili hain koi aane vaala hain
tumhe naye kaam pe lagane vala hain
mujhko bhi ghoda banane vala hain
dono pe hukum chalaane vala hain
aaj main bahut khush hu, khilaune leke aate hain
kal ke sapne sajaate hain
aaj main bahut khush hu, khilaune leke
khilaune leke hay hay khilaune leke aate hain
lyrics of song Aaj Main Bahut Khush Hu
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Sasural (1984)
Arun Govil, Sadhana Singh, Gulshan Grover, Dina Pathak, Bharat Bhushan, Arvind Deshpande, Jairaj, Mushtaq Khan, Yasmin KhanKishore Kumar, Sadhana Singh, Hemlata, Dilraj Kaur, Aarti Mukherji, YesudasRavindra JainRavindra JainGovind MoonisSasural at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type