khuda ko jab shama ki zindagi manjur hoti hai
to tufa laakh aa jaye bacha sakta hai kon usko 
aaj mit jayenge
aaj mit jayenge khud humko mitane wale 
aaj mit jayenge khud humko mitane wale 
aaj mit jayenge khud humko mitane wale 
aaj mit jayenge khud humko mitane wale
mitane wale, mitane wale  
rakh ho jayenge ye aaha 
rakh ho jayenge ye aag lagane wale
rakh ho jayenge ye aag lagane wale
rakh ho jayenge ye aag lagane wale
aaj mit jayenge
hosh me rahna zara
hosh me rahna zara josh me aane wale
hosh me rahna zara josh me aane wale
hosh me rahna zara josh me aane wale
hosh me rahna zara josh me aane wale
josh me aane wale, aane wale
tum nahi aaj mere
tum nahi aaj mere hath se jane wale 
tum nahi aaj mere hath se jane wale 
tum nahi aaj mere hath se jane wale 
hosh me rahna zara
jo garjte hai barste nahi dekha unko  
jo garjte hai barste nahi dekha unko  
jo garjte hai barste nahi dekha unko  
dant khane ke nahi aaha
dant khane ke nahi hai ye dikhane wale
dant khane ke nahi hai ye dikhane wale
dant khane ke nahi hai ye dikhane wale
jo garjte hai barste nahi dekha unko 
jo garjte hai, garjte hai, garjte hai, garjte hai
jo garjte hai 
mujhpe bate na bana rang mujhpe na zama
kya hai aukaat teri kuch nahi jaat teri 
tujhko mai jaan gayi kya hai pehchan gayi 
na khud ko sher kahlaa, tu to lagta hai chuha
jo bahut bhonkte hai wo nahi kaatte hai 
buzdili tera chalan chudiya jake pehan
buzdili tera chalan chudiya jake pehan
jo garjte hai barste nahi dekha unko 
jo garjte hai barste, garjte hai, garjte hai
jo garjte hai barste nahi dekha unko 
dant khane ke nahi aaha
dant khane ke nahi hai ye dikhane wale
dant khane ke nahi hai ye dikhane wale
dant khane ke nahi hai ye dikhane wale
aaj mit jayenge
aaj hum unke nishane ka asar dekhenge
aaj hum unke nishane ka asar dekhenge
aaj hum unke nishane ka asar dekhenge
tir phenke to sahi aaha
tir phenke to sahi tir chalane wale
tir phenke to sahi tir chalane wale
tir phenke to sahi tir chalane wale
aaj hum unke nishane ka asar dekhenge
ha ha asar dekhenge ha dekhenge
nishane ka asar dekhenge, aaj hum unke
ye mana tum nigaho se nishana bandh lete ho
adao se tum apne aashiqo ko maar dete ho  
magar ye tir-e-andazi ke zohar kya dikhayenge
kalayi inki najuk hai ye khanjar kya uthayenge 
ye aanchla ko sambhalenge ke khanjar ko sambhalegne
ye zulfo ko sawarege ke tiro ko chalayenge
uthana hath me talwar hai ye shaan mardo ki 
tu aurat hai jarurat hai tujhe jewar ki pardo ki 
tu aurat hai jarurat hai tujhe jewar ki pardo ki 
aaj hum unke nishane ka asar dekhenge
ha ha asar dekhenge ha dekhenge
nishane ka asar dekhenge, aaj hum unke
aaj hum unke nishane ka asar dekhenge
tir phenke to sahi aaha
tir phenke to sahi tir chalane wale
tir phenke to sahi tir chalane wale
tir phenke to sahi tir chalane wale
hosh me rahna zara josh me aane wale
aaj mit jayenge khud humko mitane wale
tum nahi aaj mere hath se jane wale 
rakh ho jayenge ye aag lagane wale
hosh me rahna zara

 
Muhammad Aziz is an indian playback ,qawali singer..he is a very talented
artist and very famous in bollywood in 80s and early 90s because his voice
resembles with Rafi sahib little..he gave bombastic numbers especially with
laxmikant-pyarelal..