baag me chalne lage hire nigahen maikash
maiy tapkne lagi angur ek har dane se
aaj pine ki davat hain yaro
jakham hankar gulaab ho jate
aa jakham hankar gulaab ho jate
rango bu ka jabaav ho jaate
tera daamna na mil saka
varna mere aansu sharb ho jaate
aaj pine ki pin ki
aaj pine ki davat hain yaaro
chaaand par baith kar ham piyenge
aaj pine ki davat hain yaaro
chaaand par baith kar ham piyenge
shokh pariyon ke aanchal me chhupkar
shokh pariyon ke aanchal me chhupkar
raatbhar chain se ham piyenge
aaj pine ki davat hain yaaro
chaaand par baith kar ham piyenge
zindagi ke sharaab khane me
kaun hain jo sharabnosh nahi
jo bahot hoshmand banta hai
dar haqikat use bhi hosh nahi
baat hogi to jine ki hogi
raat saari hi pine ki hogi
baat hogi to jine ki hogi
raat saari hi pine ki hogi
lautate me kahin gir na jaaye
lautate me kahin gir na jaaye
isliye ham jara kam piyenge
lautate me kahin gir na jaaye
isliye ham jara kam piyenge
aaj pine ki davat hain yaaro
chaaand par baith kar ham piyenge
chot jabtak lage na jigar me ae ae hay
aa aa chot jabtak lage na jigar me
lutf pine ka aata nahi hain
chot jabtak lage na jigar me
lutf pine ka aata nahi hain
tod kar khud hi dil aaj apna
tod kar khud hi dil aaj apna
dard ki ye dava ham piyenge
tod kar khud hi dil aaj apna
dard ki ye dava ham piyenge
shokh pariyon ke aanchal me chhupkar
shokh pariyon ke aanchal me chhupkar
raatbhar chain se ham piyenge
aaj pine ki davat hain yaaro
chaaand par baith kar ham piyenge
aaj pine ki davat hain yaaro
chaaand par baith kar ham piyenge
chaaand par baith kar ham piyenge