aj sahi inkar magar kal karna hoga pyar
kisi se karna hoga pyar bachana dil ka mushkil hai
bachana dil ka muskil hai
sabhi jagah hai sabhi jagah hai chanchal tare
chanchal tare naino ke madbhare ishaare
sabhi jagah hai prem ka sagar sabhi jagah majhdhar
sabhi jagah majhdhar kisi se
kisi se karna hoga pyar bachana dil ka muskil hai
aj sahi inkar magar kal karna hoga pyar
kisi se karna hoga pyar bachana dil ka muskil hai
kab tak najre kab tak najre dur rakhoge
tum dur rakhoge milne se majbur rahoge
dekhu kab tak nahi karoge milne ka ikrar
tum milne ka ikrar kisi se
kisi se karna hoga pyar bachana dil ka muskil hai
aj sahi inkar magar kal karna hoga pyar
kisi se karna hoga pyar bachana dil ka muskil hai
pile pile ji bhar pile rup ka pyala
pile rup ka pyala kabhi na ye dil lotne wala
hanji ye lotne wala
ek ghadi ka thath baat ye ek pal ka darbar
ek pal ka darbar kisi se
kisi se karna hoga pyar bachana dil ka muskil hai
aj sahi inkar magar kal karna hoga pyar
kisi se karna hoga pyar bachana dil ka muskil hai
aj sahi inkar magar kal karna hoga pyar
kisi se karna hoga pyar bachana dil ka muskil hai
bachana dil ka muskil hai
Aren't such songs with their "period flavor" special? One may see that as
a function of the old recording technology or of the simpler yet utterly
captivating compositions by such greats as Pankaj Mullick, R.C. Boral and
the like. One wants to keep that feeling by listening to them only now and
then lest they should become too familiar and lose that mystique. It's like
having rare peeks into an art museums' precious archives. Thanks, Deepak.