aaj saqi tere maikade me, tujhse najre milakar peeyenge
aaj saqi tere maikade me, tujhse najre milakar peeyenge
hosh agar kho gaye peeten peeten
hosh agar kho gaye peeten peeten
hosh me fir se aakar peeyenge
raaj khul jayega maikashi ka, kaise sabko dikhakar peeyenge
raaj khul jayega maikashi ka, kaise sabko dikhakar peeyenge
hai sharab-e-mohabbat diwaane, hai sharab-e-mohabbat diwaane
ye to sabse chhupa kar peeyenge
raaj khul jayega maikashi ka, kaise sabko dikhakar peeyenge
raaj khul jayega maikashi ka, kaise sabko dikhakar peeyenge
hosh rah jaayen naa apne ka na begaane ka
zindagi naam hain bas pi kar bahak jaane ka
sharm chhodo ki ye mausam nahi sharmaane ka
sharm chhodo ki ye mausam nahi sharmaane ka
tumko parde me, ho tumko parde me chhupne na denge
saamane sabke laakar peeyenge
tumko parde me chhupane na denge
saamane sabke laakar peeyenge
hosh agar kho gaye peeten peeten
hosh agar kho gaye peeten peeten
hosh me fir se aakar peeyenge
aaj saqi tere maikade me, tujhse najre milakar peeyenge
pahle julfon me girftaar karenge tujhko
tum ho bedar to lachaar karenge tumko
kar ke do chaar sitam pyaar karenge tumko
kar ke do chaar sitam pyaar karenge tumko
jeet jaayenge, ho jeet jaayenge jab dil ki baaji
fir to tumko pilaakar peeyenge
jeet jaayenge jab dil ki baaji
fir to tumko pilaakar peeyenge
hai sharab-e-mohabbat diwaane
hai sharab-e-mohabbat diwaane
ye to sabse chhupa kar peeyenge
raaj khul jayega maikashi ka, kaise sabko dikhakar peeyenge
aaj chehron se naa nakaabon ko utarna hoga
tumko diwaano ka ab saamana karna hoga
ishq ki raah me sholon se gujarna hoga
ishq ki raah me sholon se gujaran hoga
maikada sara, ho maikada sara jalane lagega
aag aisi lagakar peeyenge
maikada sara jalane lagega, aag aisi lagakar peeyenge