aaj tu yaad aayi, is tanha dil ko mere
aaj tu yaad aayi
kuch aisa hi tha wo mausam
jab le chala tha tujhe main
kuch aisa hi tha wo mausam
jab le chala tha tujhe main
tez raftar thi wo
masti me madhosh tha main
pal bhar jo bahki najar
ek haadsa wo hasar
teri aakhiri wo najar
ab tak hai dil me samayi
aaj tu yaad aayi, is tanha dil ko mere
aaj tu yaad aayi
ye tanha kadam mere ab
khud se hi hai ladkhadte
ye tanha kadam mere ab
khud se hi hai ladkhadte
pyase mere ye jo lab hai
bas tere hi geet gaate
jise maangta main raha
rahi ansuni wo dua
aise hi kyu ae khuda
kismat me likh di judai
aaj tu yaad aayi, is tanha dil ko mere
aaj tu yaad aayi
aankho me aaj tak wo
aansu tere dard ke hai
aise hai zakhm saare
bharke bhi jo na bhare hai
dil ye mera kah raha hai
bin tere nahi hai jeena mujhe
aaj tu yaad aayi
aaj tu yaad aayi
bewafa ko yaad karke kya fayda.uski yaad me roke kya fayda jo apni aanso ki
khadar nahi karti use pyaar karke kya fayda dont hurt yourself ok,,,,,