kabhi duniya s chhup kar aaja  mere yar
chandani rat me sun ja meri dasta
kisi roj tu ho ja mujhpe jara meharban 
ab to mita de duriya
sun ke pukar kabhi aaja 
jane bahar kabhi aaja 
man ke karar kabhi aaja mere yar
sun ke pukar kabhi aaja 
jane bahar kabhi aaja 
man ke karar kabhi aaja mere yar
phulo ke saye me mahkti si hawa chale 
hum tum ho sath sath chahat ki ghata tale 
aise ho sajan apna milan sari hawa ye jhume 
hawa ye jhume 
koylo ki kuk sun le mere dil ki huk sun le 
mosam hai tere intajar ka 
sun ke pukar kabhi aaja 
jane bahar kabhi aaja 
man ke karar kabhi aaja mere yar
karta hun yad main bhuli si kahaniya 
hatho me jab the hath gati thi ye wadiya
kaha hai sanam pyar ke wo din 
aao hum unko dhundhe hum unko dhundhe
kya hasi thi apni rate
yad hai wo mujhko bate
pyasa hai dil usi pyar ka 
sun ke pukar kabhi aaja 
jane bahar kabhi aaja 
man ke karar kabhi aaja mere yar
sun ke pukar kabhi aaja 
jane bahar kabhi aaja 
man ke karar kabhi aaja mere yar
sun ke pukar kabhi aaja 
jane bahar kabhi aaja 
man ke karar kabhi aaja mere yar
sun ke pukar kabhi aaja 
jane bahar kabhi aaja 
man ke karar kabhi aaja mere yar
sun ke pukar kabhi aaja 
jane bahar kabhi aaja 
man ke karar kabhi aaja mere yar
kabhi duniya s chhup kar aaja  mere yar
chandani rat me sun ja meri dasta
kisi roj tu ho ja mujhpe jara meharban 
ab to mita de duriya
sun ke pukar kabhi aaja 
jane bahar kabhi aaja 
man ke karar kabhi aaja mere yar
sun ke pukar kabhi aaja 
jane bahar kabhi aaja 
man ke karar kabhi aaja mere yar
sun ke pukar kabhi aaja 
jane bahar kabhi aaja 
man ke karar kabhi aaja mere yar
sun ke pukar kabhi aaja 
jane bahar kabhi aaja 
man ke karar kabhi aaja mere yar
