aankh ke paani aankh me rah
ban ke kisi ki nishaani
aankh ke paani aankh me rah
ban ke kisi ki nishaani
mithi mithi piden, dil me mere ghar banaaye
mithi mithi piden, dil me mere ghar banaaye
saanjh savere ho jab bhi
tu hi tu yaad aaye
saanjh savere ho jab bhi
tu hi tu yaad aaye
bachpan aise jaaye mera
bachpan aise jaaye mera
kaise jaaye jawaani, kaise jaaye javaani
aankh ke paani aankh me rah
ban ke kisi ki nishaani
sapno me mil lena waada kiya ke
sapno me mil lena waada kiya ke
waha pe to pahre na honge na daake
waha pe to pahre na honge na daake
jab lag aankh khule palko me
jab lag aankh khule palko me
aansu mile nishaani, aansu mile nishaani
aankh ke paani aankh me rah
ban ke kisi ki nishaani
Movie: Pagdandi (1947) -- Hindi -- B&W
Music: Khwaja Khursheed Anwar
Lyrics: D.N. Madhok
Director: Ram Narayan Dave
Banner/Productions: Pancholi Art
Leading Cast: Padma, Akhtar, Gyaani, Om Prakash, Akhtari