Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.25 - 4 votes
Masti Bhare Geet
Video of this song from youtube
Lyrics of Aankh Me Rahate Hai Woh Aur Saamane Aate Nahi - आँख में रहता हैं वो और सामने आते नहीं
aankh me rahta hai wo aur samne aate nahi
ye maje ki bat hai kya maje ki bat hai
dil me ghar karte hai or wo sakt dikhlate nahi
ye maje ki bat hai
kya maje ki bat hai ji kya maje ki bat hai
hoye ye maje ki bat hai

ek din hamko mile chal diye muh mod kar
ek din hamko mile chal diye muh mod kar
mere dil ka aayina apne dil se to kar
pyar to unko bhi hai or pyar dikhlate bhi nahi
ye maje ki bat hai kya maje ki bat hai
aankh me rahta hai wo aur samne aate nahi
ye maje ki bat hai
kya maje ki bat hai ji kya maje ki bat hai
hoye ye maje ki bat hai

band kar lungi najar wo to ghabra jayenge
band kar lungi najar wo to ghabra jayenge
fir hamare samne wo hath jode aayenge
samne aate nahi or dil se wo jate nahi
ye maje ki bat hai kya maje ki bat hai
aankh me rahta hai wo aur samne aate nahi
ye maje ki bat hai
kya maje ki bat hai ji kya maje ki bat hai
hoye ye maje ki bat hai
lyrics of song Aankh Me Rahate Hai Woh Aur Saamane Aate Nahi
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Naya Kanoon (1965)
Ashok Kumar, Bharat Bhushan, Leela Mishra, Om Prakash, Badri Prasad, Nishi, Kamal Mehra, PoornimaAsha Bhosle, Mohd. RafiHasrat Jaipuri, Saraswati Kumar DeepakMadan MohanR C TalwarNaya Kanoon at IMDB      Naya Kanoon at WikipediaNaya Kanoon at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type