aankh se aankh mila baat banata kyu hai
aankh se aankh mila baat banata kyu hai
tu agar mujhse khafa hai to chhupaata kyu hai
aankh se aankh mila baat banata kyu hai
gair lagta hai na apno ki tarah milta hai
gair lagta hai na apno ki tarah milta hai
gair lagta hai na apno ki tarah milta hai
tu zamane ki tarah mujh ko satata kyu hai
waqt ke sath khayalaat badal jaate hain
waqt ke sath khayalaat badal jaate hain
waqt ke sath khayalaat badal jaate hain
ye hakikat hai magar mujhko sunata kyu hai
ek mohtaaz se jahan kafile ghuzre hi nahi
ek mohtaaz se jahan kafile ghuzre hi nahi
ek mohtaaz se jahan ka file ghuzre hi nahi
aisi raaho pe charago ko jalata kyun hai
tu agar mujh se khafa hai to chhupata kyun hai
aankh se aankh mila baat banata kyun hain