Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.33 - 3 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Aankh Se Door Na Ho - आँख से दूर ना हो
aankh se door na ho dil se utar jayega
aankh se door na ho dil se utar jayega
waqt ka kya hai guzarta hai guzar jayega
aankh se door na ho dil se utar jayega

itna manoos na ho khilwat-e-gham se apni
itna manoos na ho khilwat-e-gham se apni
tu kabhi khud ko bhi dekhega to dar jayega
waqt ka kya hai guzarta hai guzar jayega
aankh se door na ho dil se utar jayega

tum sar-e-raah-e-wafa dekhte reh jaoge
tum sar-e-raah-e-wafa dekhte reh jaoge
aur woh baam-e-rifaqat se utar jayega
waqt ka kya hai guzarta hai guzar jayega
aankh se door na ho dil se utar jayega

zindagi teri ata hai to yeh jaane wala
zindagi teri ata hai to yeh jaane wala
teri bakhshish teri dahleez pe dhar jayega
waqt ka kya hai guzarta hai guzar jayega
aankh se door na ho dil se utar jayega
Comments on song "Aankh Se Door Na Ho"
Avijit Dhar on Tuesday, March 13, 2012
i like the version he composed for Lataji for Sajda
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Best of Sajda (Jagjit Singh)
Jagjit Singh, Lata MangeshkarAkhtar, Qateel Shifai, Zafar Gorakhpuri, Ahmed Nadeem Qasmi, Nazeer Baqri, Nida Fazli, Muzaffar Warsi, Wasim Barelvi, Saba Afghani
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type