dekho ji dekho meri aankho me hai sapna
mere sapno me hai, gharonda mera apna
sacchi kahu main, koi mane ya na mane na
marji apun ki kya hai, koi bhi to jane na
dekho ji dekho meri aankho me hai sapna
main akela
main akela bhatakta hu kahan kahan
mere khabo ki duniya hai kitni jawa
meri manjil milegi kabhi na kabhi
mere dil ko hai, is baat ka to yaki
anhoni ko bhi honi karke dikhana
aise ki yaaro, mujhe paisa hai kamana
sacchi kahu main, koi mane ya na mane na
marji apun ki kya hai, koi bhi to jane na
dekho ji dekho meri aankho me hai sapna
mujhe paisa milega kisi din hazaro me
main khush hoke nachunga yaaro me
meri aankho me hoga ajab sa nasha
yaha masti me jeene ka apna maja
maine to sikha zindagi me muskurana
aise ki yaaro, mujhe paisa hai kamana
sacchi kahu main, koi mane ya na mane na
marji apun ki kya hai, koi bhi to jane na
dekho ji dekho meri aankho me hai sapna
ande se murgi, murgi se anda banana
ha aise ki yaaro, mujhe paisa hai kamana
sacchi kahu main, koi mane ya na mane na
marji apun ki kya hai, koi bhi to jane na
ande se murgi, murgi se anda banana ho