aankho pe bharosa mat kar duniya jadu ka khel hai
har cheej yaha ek dhokha har bat yaha bemail hai

o matvale hasle gaale le jine ka maja
is duniya ki bheed me tu meri tarah nanha ban ja

kahne ko to sab kahte hai is baat me kya rakha hai
par ye to koi batlaye kya jhutha hai kya sacha hai

ham divane bas ye jane jo kuch hai so acha hai
ham divane bas ye jane jo kuch hai so acha hai
aankho pe bharosa mat kar duniya jadu ka khel hai
har cheej yaha ek dhokha har bat yaha bemail hai
is rah ke ham sab rahi pahchan hai ye pal bhar ki
kal ko juda kar degi hamko lahar is jivan ki

jine wale ji bahlale kal sochenge ham kal ki
jine wale ji bahlale kal sochenge ham kal ki
aankho pe bharosa mat kar duniya jadu ka khel hai
har cheej yaha ek dhokha har bat yaha bemail hai
o matvale hasle gaale le jine ka maja
is duniya ki bheed me tu meri tarah nanha ban ja
aankho pe bharosa mat kar duniya jadu ka khel hai
har cheej yaha ek dhokha har bat yaha bemail hai
aankho pe bharosa mat kar
Wonderful sweet & melodious composition by Mukul Roy. Honey sweet voices of
Rafi sahib & Sudha Malhotra. Wonderful upload & a gr8 nostalgia of the
golden melodious era.