Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.11 - 9 votes
Romantic Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Aankho Se Aankho Ko Do Chaar Kiye Jao - आँखों से आँखों को दो चार किए जाओ
aankho se aankho ko do char kiye jao
pyar kiye jao ji pyar kiye jao
aankho se aankho ko do char kiye jao
pyar kiye jao ji pyar kiye jao

hai teer nigaho me aur bijli adao me
hai teer nigaho me aur bijli adao me
bas yu hi mere dil pe tum vaar kiye jao
bas yu hi mere dil pe tum vaar kiye jao
pyar kiye jao ji pyar kiye jao
aankho se aankho ko do char kiye jao
pyar kiye jao ji pyar kiye jao

vo mast najar aaj tu masti ko luta de
aur chand se chehre se jara julfe hata de
jo dil me tere hai jo dil me tere hai
jo dil me tere hai vo nigaho se suna de
ulfat ke nibhane ka ikarar kiye jao
ulfat ke nibhane ka ikarar kiye jao
pyar kiye jao ji pyar kiye jao
aankho se aankho ko do char kiye jao
pyar kiye jao ji pyar kiye jao

pehlu me mera chota sa ek sehma hua hai dil
bartar hai is dil ka tere pyar ke kabil
aa dekh saja rakhi hai kis that se mehfil
aa dekh saja rakhi hai kis that se mehfil
jee jaan ka nazrana sarkar liye jao
jee jaan ka nazrana sarkar liye jao
pyar kiye jao ji pyar kiye jao
aankho se aankho ko do char kiye jao
pyar kiye jao ji pyar kiye jao
lyrics of song Aankho Se Aankho Ko Do Chaar Kiye Jao
Comments on song "Aankho Se Aankho Ko Do Chaar Kiye Jao"
Riaz Ali on Wednesday, November 09, 2011
Thanks for your efforts to have uploaded classics songs like this duet.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Ghar Ki Izzat (1948)
Dilip Kumar, Mumtaz Shanti, Jeevan, Gope, Manorama, Dixit, Gulab SulemanMohammed Rafi, Shamshad Begum, Meena KapoorIshwar Chandra KapoorPandit GobindramRam DarayaniGhar Ki Izzat at IMDB      Ghar Ki Izzat at YouTube     |    Ghar Ki Izzat at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type