ae aankho aankho me
chal gaya pyar ka mantar mantar
aankho ke raste se tu bas gayi
aankho ke raste se tu bas gayi
mere dil ke ander ander ander aaha ander
ae naache madari naache jaise bandar bandar
aankho ke raste se tu bas gaya
aankho ke raste se tu bas gaya
mere dil ke ander ander ander aaha bandar
ae ae aankho aankho me
chal gaya pyar ka mantar mantar
aaha ander ander
bas bin soche kah de tu ha
bas bin soche kah de tu ha
ban ja mere baccho ki maa
ban ja mere baccho ki maa
o o o o o
la mujhko apna dil dede
badle me lele meri ja
meri ja meri ja meri ja
ye bin puchhe tu ban gaya kaise
dilbar dilbar dilbar
mera dilbar dilbar
aankho ke raste se tu bas gaya
mere dil ke ander ander ander aaha bandar
ab tak to chup se kaam liya
par aaj juba se naam liya
ho ab tak to chup se kaam liya
par aaj juba se naam liya
ho ho ho
kuch tum bhiapna haal kaho
maine to dil ko tham liya
tham liya tham liya tham liya
ke saans bhi lena bhul gaya main
teri yaad me aksar aksar
aankho ke raste se tu bas gayi
mere dil ke ander ander ander aaha ander
ae naache madari naache jaise bandar bandar
logo ke chehre anjane
ho phir kaise koi pahchane
ho logo ke chehre anjane
hay phir kaise koi pahchane
ho ho ho ho
mere dil me tu hai lekin
tere dil me kya hai jane
kya jane kya jane kya jane
are dil me hai tasveer teri
dil tere pyar ka mander
mander mander
aankho ke raste se tu bas gaya
mere dil ke ander ander ander aaha bandar
ae aankho aankho me
chal gaya pyar ka mantar mantar
aankho ke raste se tu bas gayi
aankho ke raste se tu bas gaya
mere dil ke ander ander ander aaha bandar
ae mantar aaha mantar
ander bandar
ae ander oho ander