ankhon ke paimane pee
julfo ke saaye me jee
muskura le o ho ho
dil laga leo ho ho
ho matvale matvale matvale
rut hai bahar ki, rate hai pyar ki
thukra na aarzu, ek bekarar ki
rut hai bahar ki, rate hai pyar ki
thukra na aarzu, ek bekarar ki
tujhko kasam armaano ki
jalte hue parvano ki
muskura le dil laga le
ho matvale matvale matvale
mere habib aa, dil ke karib aa
kismat ka gaur le, ae khushnasib aa
mere habib aa, dil ke karib aa
kismat ka gaur le, ae khushnasib aa
ye hai baat isharo ki
kar le ser nazaaro ki
muskura le dil laga le
ho matvale ho matvale matvale
tu hai tanhai hai, main hu angdai hai
aankho me neend ki, masti si chhayi hai
tu hai tanhai hai, main hu angdai hai
aankho me neend ki, masti si chhayi hai
ye hai ghadi tadpane ki
dil se dil takrane ki
muskura le dil laga le
ho matvale matvale matvale
ankhon ke paimane pee
julfo ke saaye me jee
muskura le o ho ho
dil laga le o ho ho
ho matvale matvale matvale
She was the first singer to use inflections on words so well. I think Rafi
picked up this technique from her. But he could never do this as well as
Geeta.