aankho me tum, aankho me tum dil me tum ho
tumhari marji mano ke na mano, are mano ke na mano
kab se ye dil dil tumhara
ye raj-e-dil tum jano ke na jano, are jano ke na jano
dil ko teri hi aarju
dil ko teri hi aarju, dil ke shishe me tu hi tu
teri aarju dil me hai tu, hai teri aarju dil me hai tu
mai na raha mai tu nahi tu, ulfat kar gai mantar chhu
aankho me tum dil me tum ho
tumhari marji mano ke na mano, are mano ke na mano
kab se ye dil dil tumhara
ye raj-e-dil tum jano ke na jano, are jano ke na jano
yu samajh lo hai tumse pyar
yu samajh lo hai tumse pyar, ab to khush ho jan-e-bahar
tumse hai pyar jan-e-bahar, tumse hai pyar jan-e-bahar
tumpe ye dil kar diya nisar, milte-milte mil gaye tar ho
aankho me tum dil me tum ho
tumhari marji mano ke na mano, are mano ke na mano
kab se ye dil dil tumhara
ye raj-e-dil tum jano ke na jano, are jano ke na jano
ham jamane se bekhabar
ham jamane se bekhabar ham kaha dil gaya kidhar
kise hai khabar dil hai kidhar hay hay
kise hai khabar dil hai kidhar
ulfat ka lo dekho asar, ham aangan me dil chhat par
aankho me tum dil me tum ho
tumhari marji mano ke na mano, are mano ke na mano
kab se ye dil dil tumhara
ye raj-e-dil tum jano ke na jano, are jano ke na jano
Geeta Dutt was the only singer of the '50s-'60s who could sing Western type
songs with absolute ease and the inner beat that is so essential to this
type of music...whereas other singers had to resort to all sorts of "oohs",
"aahs" and other monkey tricks to achieve some sort of effect...!