aansu na bahana, ab aansu na bahana
kaanto bhari ye raah se hai, muskurate jana

mast pawan is phulwari me, kayi kali khilati hai

usi chaman me rain andhere
shabnam neer bahati hai
usi chaman me rain andhere
shabnam neer bahati hai
tum rahte ho is jag me
bas hasna aur hasana
kaanto bhari ye raah se hai, muskurate jana
aansu na bahana, ab aansu na bahana
kaanto bhari ye raah se hai, muskurate jana
sukh me to hansti hai duniya, sabka yahi hal hai

lekin dukh utha kar koi, hanse to phir ye kamal hai

jag ki reet badal kar sikho, dukh ko bhi sukh banana
kaanto bhari ye raah se hai, muskurate jana
aansu na bahana, ab aansu na bahana
kaanto bhari ye raah se hai, muskurate jana
sach pucho do dil ka milna, kata bhi hai phul bhi
Wonderful.
Thank you for the rare gem.