Lyrics of Aao Baccho Katha Suno Tum Bahart Ke Insaan Ki - आओं बच्चों कथा सुनो तुम भारत के इंसान की
aao bacho katha suno tum bharat ke insan ki
jisne pathar me dekhi hai surat us bhagwan ki
aao bacho katha suno tum bharat ke insan ki
jisne pathar me dekhi hai surat us bhagwan ki
harishchandar ne kutub bitaya ram gaye vanvas me
visnuchandar ki lila dekhi vrindavan ki raat me
pati prem ka balkha shisha raz istri ke pas me
bhakto ke bhagwan base hai bhakti aur vishwas me
ve guni hai chand tpsaya sata aur balidan ki
jisne pathar me dekhi hai surat us bhagwan ki
aao bacho katha suno tum bharat ke insan ki
jisne pathar me dekhi hai surat us bhagwan ki
meera sur kabira tulsi nanak ki kya bat thi
bhakti ka suraj uagta tha aur shrda ki rat thi
bapu ki aankho se barsi ulfat ki barsat thi
sabhi ram ke pyare the neelam ki chandani rat ke
amar kahani tumhe sunaye apne hindustan ki
jisne pathar me dekhi hai surat us bhagwan ki
aao bacho katha suno tum bharat ke insan ki
jisne pathar me dekhi hai surat us bhagwan ki
Film cast: Trilok Kapoor, Mala Sinha, Gopi, Ratan Kumar, Badri Prasad,
Sulochana
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist: B C Madhur
Music Director: Avinash Vyas
Film Director: Gunjal