badal aao badal aao aao badal aao
aao badal chain se roye aao badal chain se roye
jalti dhup jalti bhup jalti dhup me mai hu akela
aao badal chain se roye aao badal chain se roye
khush rahe khush rahe khush rahe ye dunia wale
khush rahe ye dunia wale khatam hua mera mela
khatam hua mera mela mai hu aaj akela
aao badal chain se roye aao badal chain se roye
arma the dil me mere kitne
chanda ke haye chanda ke sathi tare jitne
haye chanda ke sathi tare jitne
duba dil armna bhi dube duba dil armna bhi dube
tufa ka dekha rela mai hu aaj akela
aao badal chain se roye aao badal chain se roye
din the char jo beet gaye mere din the char jo beet gaye mere
honge dukh ke ab dere honge dukh ke ab dere
dar nahi par fase bhi kaise dar nahi par fase bhi kaise
gum se ab tak khela mai hu aaj akela
aao badal chain se roye aao badal chain se roye
Talat Mahmud always sounded great in blue mood. In old days Hindi music
used to use clarinet quite a lot. Also Sarangi effects are used well in the
introductory piece.