aao ki zara baitho, kuchh guftagu karen
aao ki zara baitho, kuchh guftagu karen
kuchh dil ki baat apni, phir se suru karen

aao ki zara baitho
izhaar kare man me, jo geet gaa rahe hain
husn aur ishq ke sang, jisase bana rahe

tanhaaiya bahut hain, kuchh saath aao chale
jo tut gaye jud kar, wo saaz baj chale
ik dujhe ke dil ko, ab rubaru kare
kuchh dil ki baat apni, phir se suru karen
ab tak na khil sake jo, wo phool khil chale
ab tak na keh sake jo, wo lafz keh chale

yaade jo dab gai hain, taaza karen zara
baahe simat gayi, khul jaaye wo zara
khawabo ke khuda tumko, sajada waju kare
kuchh dil ki baat apni, phir se suru karen
ab tak na chale jis par, us raah par chale
badnam ho gaye hain, kuchh paap kar chale

unchaiya bahut hain, sab paar kar chale
gehraaio me dubi, sansaar taz chale
mere khuda phir se, jeena suru karen