aap se humko kuch gila nahi
aap se humko kuch gila nahi
apne hi naseeb me wafaa nahi
ishq se aapwasna nhi
ishq se aapwasna nhi
apne hi naseeb me wafaa nahi
jo humari rehguzar ki dhul thi
dil me di jagah humari bhul thi
jakhm bhar jaayege
afsaana kaha jaayega
tumko patthar mujhe deewana kaha jayegaa
ek nazar dil ki taraf dekh le jaate jaate
ek nazar dil ki taraf dekh le jaate jaate
kal se is shehar ko veeraana kaha jayega
jo humari rehgujar ki dhuul thi
dil me di jagah humari bhul thi
aapki isme koi khata nahi
aapki isme koi khata nahi
apne hi naseeb me waffa nahi
ishq se aapwasna nhi
apne hi naseeb me wafaa nahi
naaz har tumahra jhelte rahe
haari hui baaji khelte rahe
do roj me salamo dwa bhul jaoge
tum ghar pahuch ke mera pata bhul jaoge
ankho me jhilmilaegi parchhaiyan meri
ankho me jhilmilaegi parchhaiyan meri
aaina dekne ki adaa bhul jaoge
naaz har tumhra jhelte rahe
haari hui baazi khelte rahe
kaun sa gam hai jo saha nahi
kaun sa gam hai jo saha nahi
apne hi naseeb me wafaa nahi
aap se humko kuch gila nhi
apne hi naseeb me wafaa nahi
ishq se aapwasna nhi
apne hi naseeb me wafaa nahi