aapse milke o janeman 
aapse milke o janeman 
pyar karne ko dil kar raha hai 
pyar karne ko dil kar raha hai 
haa mujhe bhi khuda ki kasam
haa mujhe bhi khuda ki kasam 
tum pe marne ko dil kar raha hai  
pyar karne ko dil kar raha hai 
dil mera khone laga 
kuch mujhe hone laga 
kaise lagi apko khabar 
haa kaise lagi apko khabar 
dhadkane badh gayi 
kuch bhi main sochu jabhi 
ho raha hai pyar ka asar 
haa ho raha hai pyar ka asar 
apke dil mein jane sanam 
apke dil mein jane sanam 
ab utarne ko dil kar raha hai 
ab utarne ko dil kar raha hai 
haa mujhe bhi khuda ki kasam
haa mujhe bhi khuda ki kasam 
tum pe marne ko dil kar raha hai  
pyar karne ko dil kar raha hai 
sang mere aao naa 
baatein kare pyar ki
kah raha hai aaj ye mausam 
kah raha hai aaj ye mausam 
baaho mein bharo zara 
pyar to karo zara 
kah rahi hai dil ki ye dhadkan 
haa kah rahi hai dil ki ye dhadkan 
pyar mein had se badhte kadam 
pyar mein had se badhte kadam 
haa gujarne ko dil kar raha hai 
haa gujarne ko dil kar raha hai 
aapse milke o janeman 
aapse milke o janeman 
pyar karne ko dil kar raha hai 
pyar karne ko dil kar raha hai 
