garche kab dekhte ho par dekho
aarzu hain ke tum idhar dekho
ishq kya kya humein dikhata hain
aah tum bhi to ek nazar dekho
pahunche hain hum kareeb marne ke
yaani jaate hain door, agar dekho
aarzue hazaar rakhte hain
aarzue hazaar rakhte hain
to bhi hum dil ko maar rakhte hain
aarzue hazaar rakhte hain
aarzue hazaar rakhte hain
to bhi hum dil ko maar rakhte hain
aarzue hazaar rakhte hain
na nigaah, na e paiyaam, na wada
na nigaah, na e paiyaam, na wada
naam ko hum bhi yaar rakhte hain
aarzue hazaar rakhte hain
aarzue hazaar rakhte hain
gair hi mooride inayat hain
gair hi mooride inayat hain
hum bhi to tumse pyaar rakhte hain
aarzue hazaar rakhte hain
aarzue hazaar rakhte hain
phir bhi karte hain meer shababe ishq
phir bhi karte hain meer shababe ishq
hain jawa ikhtiyaar rakhte hain
aarzue hazaar rakhte hain
aarzue hazaar rakhte hain
to bhi hum dil ko maar rakhte hain
aarzue hazaar rakhte hain
aarzue hazaar rakhte hain